Sair Pakistan ke baare mein
Sair Pakistan par hum apne hi mulk ki khoobsurat jagahon ki mukammal rehnumai dete hain — kahan jayein, kaise pohchein, kya dekhein, kitna kharcha hoga aur kin baaton ka khayal rakhein. Hunza ki wadiyon se Cholistan ke qilon tak, har guide asaan Urdu aur English mein likhi jati hai taake aap ka safar asaan aur yaadgar bane.
Har guide mein hum koshish karte hain ke rastay, mausam aur kharche ki maloomat taazi aur durust hon — lekin safar se pehle mausam aur raston ki halat khud bhi zaroor confirm karein, kyunke pahari ilaqon mein halat jaldi badal sakte hain.
Aap apne safar ka tajurba comments mein share karein — doosre musafiron ke liye wahi sab se qeemti rehnumai hoti hai.
No comments:
Post a Comment